People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 2 *

tumhara pyar shamil hai
Singer: Penaz Masani
Music: Jaidev
Lyricist: Naqsh Lyallpuri
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aayi-Teri-Yaad/Tumhara-Pyar-S
tumhara pyar shamil hai mere dil ki udano me
tumhara pyar shamil hai mere dil ki udano me
jami par pav hai mere jami par pav hai mere
magar mai aasmano me tumhara pyar

meri tasvir ko tumne sajaya kitne rango me
meri tasvir ko tumne sajaya kitne rango me
ghuli jab se tumhare pyar ki khushbu
umango me yu mahke khawab yu mahke khawab
jaise phul mahke gulistano me tumhara pyar

vafa ko naaj hai tum par
vafa ko naaj hai tum par
mohabbat muskurati hai
tumhari dhadkno me kho ke
dhadkan gungunati hai ye afsana
ye afsana naya hoga
mohabbat ke khazano me
tumhara pyar shamil hai
mere dil ki udano me tumhara pyar

mai nanhe pyar ki aankho me tumko dekh leti hu
mai nanhe pyar ki aankho me tumko dekh leti hu
tumhare naam ise jab bhi ise aawaj deti hu
kai sahnaiya kai sahnaiya
ek sath baj uthti hai kano me
tumhara pyar shamil hai mere dil ki udano me
jami par pav hai mere jami par pav hai mere
magar mai aasmano me tumhara pyar
sau baar kaha aanko ne
Music: Jaidev
Lyricist: Naqsh Lyallpuri
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aayi-Teri-Yaad/Sau-Baar-Kaha-
sau baar kaha aanko ne yahi afsana
sau baar kaha aanko ne yahi afsana
dil jane tamanna dil jane tamanna
aapka hai deewana

mai teri jawa bahoon me chali aayi hoon
mai teri jawa bahoon me chali aayi hoon
tu mere hasi palko me khwab sajana
tu mere hasi palko me khwab sajana
dil jaane tamanna aapka hai deewana

ye phulo ki mahki mahki si angnai
ye phulo ki mahki mahki si angnai
dil chune lagi dil chune lagi
jharno ki madhur sehnaai lo
seekh liya mausam ne pyaar lutana
lo seekh liya mausam ne pyaar lutana
dil jaane tamanna aapka hai deewana

mai husn tera rango me sawaru kaise
mai teri hasi anko me niharu kaise
mai husn tera rango me sawaru kaise
mai teri hasi anko me niharu kaise
ye baat agar tu samjhe to samjhana
ye baat agar tu samjhe to samjhana
dil jaane tamanna aapka hai deewana

chaa jaye meri duniya pe khushi ka sawan
chaa jaye meri duniya pe khushi ka sawan
naa chute kabhi na na chute kabhi na
hatho se wafa ka daman
tu meri wafa ka raaz hai jane jana
tu tu meri wafa ka raaz hai jane jana
dil jaane tamanna aapka hai deewana